Monday, August 17, 2020

Mahira Khan - Age, Biography, Movies, Career, Family, Husband

Mahira Khan Pakistan ki Most popular Pakistani actress hain. 2012 mein Mahira Khan Pakistan ki Most Beautiful Pakistani actress key tur par samnay eain, Woh tab sey maqboliat key charts par apna name masalsal barkar rahkay howay hain. Jitna log Mahira Khan key asal pehlu ko jannay chahten

hain, Mahira Khan utna hi daur rehney ki koshish karti hain. woh un actress mein sey nahi hain jo spot light ko...


Hug lagana pasand karti hain balkay woh jitna mumkin ho sakay es say daur rehney ki koshish karti hain. Taham, Hum yahan kis liye hain? hum jantay hain key aap Mahira Khan sey kitna payar kartey hain aur un key baarey mein information hasil karna chahtay hain, Lehaza hum un key baarey mein kuch malomat ki aik fehrist laaye hain jo aap ko shayad maloom nahon.

    Mahira Khan Biography

    Mahira Khan Complete Biography Date of Birth, Mahira Khan Age, Mahira Khan Nationality, Mahira Khan Net Worth, Mahira Khan Famous Name...

    Famous Name Mahira Khan
    Real Name Mahira Hafeez Khan
    Nick Name Mazdoor Khan
    Religion Islam
    Home Town Karachi, Pakistan
    Hobbies Reading, Listening,Old music
    Date of Birth December 21 1984
    Age 35 years 5 months
    Country Pakistan
    Nationality Pakistan
    Net Worth $6 Million Dollars
    (As in 2020)
    Profession Actress
    Model, VJ


    Mahira Khan aek popular Pakistani actress hain. Mahira Khan 21 December 1984 ko Karachi mein eak Urdu speaking pathan gahranay main peda huien. Mahira Khan key Father Hafeez Khan British Raj key douran Delhi mein peda huey, Aur taqseem hind key baad Pakistan hijrat kar gaye.

    Mahira Khan Family Information

    All Information About Mahira Khan Family Father Name, Brothers Name, Mother Name, Sisters Name, Son Name and Dughter Name...

    Father Hafeez Khan
    Brothers Hassaan Khan
    (Journalist)
    Mother NA
    Sisters NA
    Son Azlan Askari
    Dughter NA


    Mahira Khan a younger brother, Hassaan Khan hai jo payshay sey sahafi hai. Mahira Khan full name is Mahira Hafeez Khan. Mahira Khan first July 2019 sey national youth council Pakistan ki rukan bhi rahi hain. Woh apni acting key sabab poori duniya mein amli tor par har jagah mashhoor hain. Mahira Khan nay apney acting ki shuruwat 2006 mein ki thi.


    Mahira Khan herat angaiz aur Maroof Pakistani drama actress bhi hain. Mahira Khan Pakistani drama Hamsafar main Khirad Ehsan in Momina Duraids key kirdaar ki akkaasi karney key liye mashhoor hain jis key liye unhon nay Best Television Actress key liye lux style award sameit mutadid ezazat haasil kiye hain.

    Mahira Khan Education and Early Life

    All Information About Mahira Khan Education Mahira Khan School Name, Mahira Khan College Name, Mahira Khan University Name...

    Mahira Khan
    School
    Foundation Public School
    Karachi, Pakistan
    Mahira Khan
    College
    Santa Monica College
    Los Angeles
    Mahira Khan
    University
    University of Southern
    California Los Angeles


    Mahira Khan nay apni aptadai Education hasil karnay kay leay Foundation Public School main admision hasil keya jahan sey unhon nay apni o levels mukammal keay. Mahira Khan apni school education complete karnay kay baad college education kay leay Mahira Khan 17 years ki age main California chali gain.

    Mahira Khan Body Stats

    Mahira khan Body Measurements Mahira Khan Height, Weight, Bra Size, Chest Size, Waist Size, Hips Size, Dress Size, Eyes Color, Hair Color, Shoes Size, Body Shape, Sexual Orientation, Zodiac Sign...

    Height 5 feet 7 inches (1.7 m)
    Weight 56 kg (As in 2020)
    Bra Size 34B
    Chest Size 34 inches
    Waist Size 26 inches
    Hips Size 36 inches
    Dress Size NA
    Eyes Color Brown
    Hair Color Black
    Measurements 34-26 34 inches
    Shoes Size 8 (US)
    Body Shape Slim
    Sexual Orientation Straight
    Zodiac Sign Sagittarius


    California main Mahira Khan nay Santa Monica College mein apni college education complete karnay kay baad unho nay apni bachelor degree hasil karnay kay leye University of Southern California mein admission hasil keya. Taham, Mahira Khan ney apni undergraduate degree complete nahi ki thi aur 2008 mein Pakistan wapas aagain. America mein education key douran woh Los Angeles mein Rite Aid store mein cashier kay tur par bhi kaam karti rahi theen.

    Mahira Khan Host Professional Career

    All Information About Mahira Khan Host Professional Career Mahira Khan TV Shows, Mahira Khan Roll As, Mahira Khan TV Shows Year...

    TV Shows Roll As Year
    MTV's
    Most Wanted
    Host 2006
    Weekends
    with Mahira
    Host 2008
    10th Lux
    Style Awards
    Host 2011
    1st Hum Awards Host 2013
    TUC The Lighter
    Side of Life
    Host 2014
    14th Lux
    Style Awards
    Host 2015


    Mahira Khan nay apnay professional career ka aagaz 2006 mein VJ ki hesiyat sey keya. Pakistani TV Chanel MTV Pakistan par barah e raast show most wanted show ki maizbani ki, Jo haftay mein teen din Nashar kya jata tha. Es key baad unhon ney 2008 mein AAG TV par eak reality show Weekends with Mahira ki maizbani ki, jahan Mahira Khan nay music video chalayein, mashhoor shaksiaat sey baat ki aur nazreen sey phone calls bhi masool ki.

    Mahira Khan Movies Career List

    All Information About Mahira Khan Movies Career List Mahira Khan Movies Roll and Mahira Khan Movies Year...

    Movies List Movies Roll Movies Year
    Bol Ayesha Khan 2011
    Bin Roye Saba Shafiq 2015
    Manto Madaran 2015
    Ho Mann
    Jahaan
    Manizeh 2016
    Actor in
    Law
    Herself 2016
    Raees Aasiya 2017
    Verna Sara 2017
    7 Din
    Mohabbat In
    Neeli 2018
    Parey Hut
    Love
    Zeena 2019
    Superstar Noor 2019
    The Legend of
    Maula Jatt
    Makhoo Jattni 2020


    Mahira Khan nay 2011 mein apnay filmy career ka aagaz director shoib mnsoor ki filam BOOL main supporting role say keya. BOOL Movie main Mahira Khan ka role supporting tah. Mahira Khan BOOL filam main eak larki Ayesha kay tor par acting dahkahti rahen Jis main Ayesha Lahore kay puranay hissay mein rehney wali aik lower middle class family ki larki Ayesha ka kirdaar ada kya.

    Apni mohabbat ki dilchaspi mustafa kay sath moseeqi ka bahami shoq rakhti hai. Jo Atif Aslam kay zareya ada ki gayi Mahira Khan ki ye film bohat zeada successful rahi and became one of the popular Pakistani films and BOOL Movie ab taq ki sab sey ziyada kamaai karney wali Pakistani films mein sey aik ban gayi.

    Mahira Khan Bollywood Career

    Mahira Khan nay 2017 kay start main Rahul Dholakia's ki Indian Movie Raees mein kaam kya, Jo Indian Bollywood Film industry main Mahira Khan ki first movie thi. Raees Movie ki release say qabal Indian Motion Picture and Producers Association (IMPPA) and The Film Producers Guild of India 2016 key Uri hamlay key baad peda honay wali tensions key sabab tamam Pakistani actors, actresses and technicians ko India mein kaam karney par pabandi laganay ka faisla kya tha.

    Jab taq key halaat mamool par nah ajaty. itlaaat key mutabiq yeh afwahen theen key Mahira Khan key Raees Movie main filmy gaey filmy manazair Raees film sey delete ho jaien gen ya un ki jagah kisi aur actors ki jagah hogi. Raees Movies kay markazi kirdar and shareek producer shah Rukh khan nay kaha key inhen India main Movie ki promotion ki ejazat nahi ho gi.

    Mahira Khan Favorites

    All Information About Mahira Khan Favourite, Food, Actor, Actress, Film, Movies, Director, Songs, Author, Colour, Fashion Designer, Restaurant, Destination...

    Favourite Food Any Gravy With Rice
    Favourite Actor Hrithik Roshan, Shah Rukh Khan
    Nouman Ijaz, Johny Depp
    Favourite Actress Madhuri Dixit, Samina Peerzada
    Bushra Ansari
    Favourite Film Pyaasa (1957)
    Silver Linings Playbook
    Favourite Director Imtiaz Ali Vishal Bhardwaj
    Mani Ratnam
    Favourite Songs Waqt nay keya keya Hassen Sitam
    By Geeta Dutt (Kaagaz kay phool)
    Favourite Author JD Spangler
    Favourite Colour White
    Favourite Fashion Designer Feeha Jamshed, Banto Kazmi
    Umer Sayeed
    Favourite Restaurant Fuchsia in Karachi, Pakistan
    Favourite Destination Netherlands


    Shah Rukh khan ko baar baar hindostan ki aik dayen baazu ki siyasi jamaat shyosina ki taraf sey dahmkyan bhi milti rahin. Tanazeaat key bawajood Raees Movie January 2017 mein release hui thi aur yeh aik modest commercial success thi.

    Jis ney duniya bahar mein billion Indian Rupees 3.0 billion (39 million USD) sey ziyada ki earning ki jis sey Mahira Khan Bollywood key 100 crore club mein shaamil honay wali pehli Pakistani actors ban gayeen. Mahira Khan 2017 kay first month hi Bollywood mein top Highest pay hasil karnay wali actress ban gayeen.

    Mahira Khan Drama Career List

    All Information About Mahira Khan Drama Career List, Mahira Khan Dramas, Mahira Khan Dramas Roll As, Mahira Khan Drama Year...

    Drama Name Roll As Drama Year
    Neeyat Aalia 2011
    Humsafar Khirad Ehsan 2011
    Shehr-e-Zaat Falak 2012
    Coke Kahani Herself 2012
    Sadqay Tumhare Rukhsana
    Shanno
    2014
    Bin Roye Saba Shafiq 2016
    Main Manto Madari 2017


    Mahira Khan nay apnay TV Drama Career ka aaghaz Neeyat Drama jo Mehreen Jabbar humayun Saeed key zair e intizam mein tha. Esi Isna mein, Mahira Khan nay eak Sarmad Khoosat ka Drama Humsafar sharo keya. Easy Mahira Khan ki khus kismati kahen ya luck kun kay Humsafar Drama Pakistan main bohat zeada popular howa or logon nay Humsafar drama main Mahira Khan ki acting ko bohat pasand keya.

    Humsafar Drama kay baad Mahira Khan raton raat star Actress ban gayen aur gharelo naam key tor par drama serial nay inhen leading actress of Pakistan key tor par qaim kya. Mahira Khan nay Humsafar Drama main shareek adakar Fawad Khan key sath bhi aik kirdaar ada keya jisay shayqeen nay bohat saraha, shayqeen nay inhen be had pasand kya.

    Mahira Khan Awards and Nominations

    All Information About Mahira Khan Awards and Nominations Mahira Khan Movies Dramas Awards and Nominations, Lux Style Awards, Pakistan Media Awards, Hum Awards, Hum Style Awards, Nigar Awards, International Pakistan Prestige Awards and Mahira Khan Awards Year...

    Movies Dramas Awards Awards Year
    Lux Style Awards
    Bol
    2012
    Best Film
    Actress
    Nominated
    Humsafar
    2013
    Satellite Best
    TV Actress
    Won
    Bin Roye
    2016
    Best Actress
    (Film)
    Won
    Sadqay Tumhare
    2016
    Best TV
    Actress
    Won
    Ho Mann
    Jahaan
    2017
    Best Actress
    (Film)
    Won
    Verna
    2018
    Best Actress
    (Film)
    Won
    Pakistan Media Awards
    Shehr-e-Zaat
    2014
    Best Actress
    (Drama)
    Won
    Hum Awards
    Shehr-e-Zaat
    2013
    Best Actress
    (Drama)
    Won
    Humsafar
    2013
    Best On
    Screen Couple
    Won
    Sadqay Tumhare
    2015
    Best Actress
    (Drama)
    Nominated
    Sadqay Tumhare
    2015
    Best Actress
    Popular
    Won
    Sadqay Tumhare
    2015
    Best On
    Screen Couple
    Won
    Bin Roye
    2016
    Recognition
    Award Films
    Popular
    Won
    Bin Roye
    2017
    Best Actress
    Popular (Drama)
    Won
    Bin Roye
    2017
    Best Onscreen
    Couple Popular
    Nominated
    Bin Roye
    2017
    Best Onscreen
    Couple Jury
    Nominated
    Bin Roye
    2017
    Best Actress
    Jury (Drama)
    Nominated
    Verna
    2018
    Recognition
    Award Films
    Won
    Hum Style Awards
    2016 Most Stylish
    Actress (Film)
    Won
    2017 Most Stylish
    Actress (Television)
    Nominated
    2018 Most Stylish
    Actress (Film)
    Nominated
    2018 Style Icon
    of the Year
    Won
    Nigar Awards
    Ho Mann
    Jahaan
    2018
    Best Actress Nominated
    International Pakistan Prestige Awards
    Ho Mann
    Jahaan
    2017
    Best Actress
    (Film)
    Nominated
    Verna
    2018
    Best Actress
    (Film)
    Nominated


    Mahira Khan nay 2013 mein Sarmad Khoosat key eak or Drama Shehr-e-Zaat  mein kirdaar ada kya. Jo kay Mahira Khan ka ye Drama bhi Most Popular drama tha. Es kay ilawa Mahira Khan nay shehr-e zaat mein apni karkardagi par mutadid ezazat bhi haasil kiye. Mahira Khan esi saal wapis hosting par lout gayeen. 2013 sey 2014 taq, Mahira Khan nay Television show TUC The Lighter Side of Life ki maizbani ki jahan unho nay famous people and celebrates sey guftagu bhi ki.

    Mahira Khan Affairs and Relationship

    All Information About Mahira Khan Affairs and Relationship Mahira Khan Boyfriend, Mahira Khan Husband, Mahira Khan Marital Status, Mahira Khan Son...

    Mahira Khan
    Boyfriend
    Ali Askari
    (2006) to (2007)
    Mahira Khan
    Husband
    Ali Askari
    (Married 2007–Divorced 2015)
    Mahira Khan
    Marital Status
    Divorced
    Mahira Khan
    Son
    Azlaan Askari


    Mahira Khan ki mulagat 2006 main Ali askari sey Los Angeles mein hui thi. Kuch media reports mein bataya gaya hai key woh un sey Indus TV studios mein mili theen or 2017 main Ali Askari or Mahira Khan nay married kar li.

    Mahira Khan kay father Hafeez Khan es marriage say kafi na khush thay or wo Mahira Khan ki Ali Askari say marriage kay kafi kehlaf tahay laken Mahira Khan apnay father ki narazgi kay qata nazar, 2007 mein riwayati islami tarekay say Mahira Khan nay Ali Askari say wedding kar le. Mahira Khan and Ali Askari ka eak son bhi jis ka name Azlan Askari rahka. Mahira Khan nay apney bachay azlan ki parwarish ki or yeh couple 2015 mein divorced kay baad allag hogeya tha.

    Mahira Khan Contact and Social Media Accounts

    All Information About Mahira Khan Facebook, Twitter, Instagram Page, Blog and Website, youtube Channel, Mobile Phone Number and Email Address...

    Mahira Khan Facebook Click Here
    Mahira Khan Twitter Click Here
    Mahira Khan Instagram Click Here
    Mahira Khan Blog and Website NA
    Mahira Khan youtube Channel Click Here
    Mahira Khan Contact Address Lahore, Pakistan
    Mahira Khan Phone Number NA
    Mahira Khan Email Address NA


    Note

    Yeh Article general information kay liye hai and es article main jo bhi information reader ko farham ki ja rahi ha wo Internet, Google, wiki how, Wikipedia and other websites say hasil karda malomat hain es article main hamari information right and wrong bhi ho sakti hain. Lehaza readers information ko read kartay howay es baat ka dehan zarror rahken.